Baras gayi mere dil par,
Ban kar amaano ke badal....
Armaano se bheega hua main,
Jab tumhein dekhta hoon,
to sochta hoon....
Ban kar amaano ke badal....
Armaano se bheega hua main,
Jab tumhein dekhta hoon,
to sochta hoon....
Ye sab to kuchh bhi nahi,
Tumhari aankhon mein jo sagar hai....
Tumhari aankhon mein jo sagar hai....
Usi me main doob jana chahta hoon,
Phir tumhari halki si muskaan....
Uff, baat to jaan tak ban aati hai,
Phir dhadkanein tez hoti hain....
Phir dhadkanein tez hoti hain....
Aankhon me meri nasha chha jata hai,
Bas tumhe hi dekhte rahein.....
Bas tumhe hi dekhte rahein.....
Ek pal bhi na palkein jhukein,
Dil sochta hai....
Achanak mujhe pukara jata hai,
Aur main dekhta hoon ki....
Dil sochta hai....
Achanak mujhe pukara jata hai,
Aur main dekhta hoon ki....
Main aur tum ek dusre ke samne hain,
Main tumse baat karna chahta hoon....
Tumhara naam janana chahta hoon,
Bahar intezar karta hoon tumhara,
Tum aati ho....
Kuchh keh nahi pata hoon main,
Phir tum chali jaati ho....
Phir tum chali jaati ho....
aur main sochta reh jata hoon,
"Kaun ho tum???" "Kaun ho tum???"

No comments:
Post a Comment